"शास्त्रीय नृत्य": अवतरणों में अंतर

Better photograph added
टैग: Non Hindi Contributions
पंक्ति 12:
 
भरत नाट्यम में जीवन के तीन मूल तत्‍व – [[दर्शन शास्‍त्र]], [[धर्म]] व [[विज्ञान]] हैं। यह एक गतिशील व सांसारिक नृत्‍य शैली है, तथा इसकी प्राचीनता स्‍वयं सिद्ध है। इसे सौंदर्य व सुरुचि संपन्‍नता का प्र‍तीक ब‍ताया जाना पूर्णत: संगत है। वस्‍तुत: य‍ह एक ऐसी परंपरा है, जिसमें पूर्ण समर्पण, सांसारिक बंधनों से विरक्ति तथा निष्‍पादनकर्ता का इसमें चरमोत्‍कर्ष पर होना आवश्‍यक है। भरत नाट्यम तुलनात्‍मक रूप से नया नाम है। पहले इसे सादिर, दासी अट्टम और तन्‍जावूरनाट्यम के नामों से जाना जाता था।
bharatnatyam ek dakshin bhartiya nritya shaili he. is shaili ke bhi kai gharane (style) he, jinmese kuchh parachin gharane he or kuchh nae school jo ki kisi vyakti vishesh se sambandhit he. is shaili ke prachin gharane kuchh is prakar he :- tanjaor , pandanalur , maisur or kanchipuram inke alawa bhi kai gharane or bhi he jo ki school ya vyaktiyo ke nam se jane jate he jese :- kalamadalam , kalakshetra aadi.
bharatanatyam nritya shaili me anga sanchalan par atyadhik dhyan diya jata he. yaha dekhne me atyant hi sudridh evam sugathit vidha he.
vartaman me jo bharatanatyam nritya ka jo prastuti kram he vah prachin samay me prasidh tanjaor bhaiyo ki den he. unhone bharatanatyam nritya ke prastuti kram ka ek nishchit kram banaya jo nimnanusar he :- alarippu , jatiswaram , shabdam , varnam , ashtapadi , padam/jawali , tillana etc.
aaj lagbhag har nritya shaili me is margam ke aadhar par hi nritya prastut kiya jata he.
 
== कथकली ==