"वार्ता:बहुजन समाज पार्टी": अवतरणों में अंतर

टैग: मोबाइल संपादन मोबाइल वेब संपादन
→‎Rajniti ke sambandh mai: नया अनुभाग
टैग: मोबाइल संपादन मोबाइल वेब संपादन
पंक्ति 8:
 
Mai pahle to bahan kumari mayawati ji ko unke janm din ki subhkamnaye dena chata hoon or mai bhi unke jaisa neta banna chata hoon mera naam ankur gotam jila muzaffarnagar block purkaji ganv baseda ka nivasi hoon mai bhi ak acha neta bana chata hoon par mere paas dhan nahi gyaan hai mai alag alag ganv mai jakar varkari karta hoon or mujhe 2019mai apna din raat ak karna hai or apni party bsp ko vot dalwana hai agar setr ke aadmiyo ko samjhana hai to unhe bjp ki choti choti galti ko batan hoga kunki ganv mai log choti choti yojna par hi nirbhar karte hai or mai bhi manch par bolna chata hoon jab mai sota hoon meri sirf kasiram ji ki baat yaad aati hai [[सदस्य:Bsp karyekarta|Bsp karyekarta]] ([[सदस्य वार्ता:Bsp karyekarta|वार्ता]]) 12:42, 6 जनवरी 2019 (UTC)
 
== Rajniti ke sambandh mai ==
 
Agar aap bjp ki choti choti galti jese pahle bank khata panch so rupy mai khulta tha or ab ak hajaar rupye mai or pahle jab bsp ki sarkar thi tab bank khate mai agar 100rupay bhi rahte the to bank khata band nahi hota tha lekin ab agar ab agar ak hajar se kam pese khate mai hai to saare pese sarkar yaani narendra modi ji par chale jaate hai netao ka kam hota hai janta ki sewa karna kyn ki janta hi tah kari hai agla neta kise bana hai kon ache kam kar raha hai kon bure ak baat or kahna chata hoon agar aap alag alag chunao ladoge to kanhi iska fayda bjp na uthale kynki ham apni jindagi danv par laga denge par bjp ko satta me nahi aane denge asli neta vo hota hai jo janta ki sewa karta hai aapka bahot mahnti bsp katyekarta bahujan samaj party jinda baad [[सदस्य:Bsp karyekarta|Bsp karyekarta]] ([[सदस्य वार्ता:Bsp karyekarta|वार्ता]]) 12:52, 6 जनवरी 2019 (UTC)
पृष्ठ "बहुजन समाज पार्टी" पर वापस जाएँ।