Hello dosto kaise aap sab aaj ham yaise thathya ke bare me bat karege jise sunkar aap sab science ki kamiyon ko dhudhne lagoge

Ji han mai sahi kah raha hun aaj ham maas ke bare me bat karenge or science ke niymo ko katane wale kuch kuch questions ke bare me bat karenge

         MASS KYA HAI ?

dosto aksar ham mass ko hi weight samajh late hai par iseme jamin or aasman ka farak hai

Mass kis bhi padarth ka karno ki matra hai artharth pardharth ki matra hai or ise dandtalu dwara mapa jata hai artharth traju dwara mapa jata hai or mass harek jagah par niyat rahta hai

DOSTO YEH MASS KE BARE ME MAINE SCIENCE KE ANUSAR BATAYA HAI

PAR IS THATHYA KO KATNE WALA MERA QUESTION NICHE HAI

agar maas ko taraju dwara mapa jata hai or yeh harek jagah par niyat rahta hai to ise ham space me lekar chalte hai hai ham sab jante hai ki space me koi things niche nahi girta hai karan waha gravity nahi hai jab ham pahle palke par 1kg rakhte hai to or dusre par 20 kg to space me dandtula dono ka same weight dikhayega kyo mass harek jagah par niyat rahta hai par space me kyo nahi ?

Ab ham ise earth par hi sidh karate hai ROBOT BAYAL namak scientist ne ek prayog ke dwaran yeh bat khi thi ki jab alag alag mass wale things ko bina vayu ke giraya jata hai to wo dono sath me girte hai

Artharth things niche ki or bal lagate hai ab ham usi prayog me ek taraju rakh dete hai to ham payenge ki dono palle brabar hai

DOSTO MUJHE ES QUESTION KA ANSWER CIMENTS ME DE TAKI MAI IS THINGS KI SAMAJH SAKUN

APKA APANA ADITYA SINGH

from patar siwan bihar